Gifts Creator

Customized Bismillah Nikah Board – Gold Mirror Acrylic with Floral Corners WB2

Skip to product information
1 of 6

Customized Bismillah Nikah Board – Gold Mirror Acrylic with Floral Corners WB2

Customized Bismillah Nikah Board – Gold Mirror Acrylic with Floral Corners WB2

Regular price Rs.3,799.00
Regular price Rs.6,299.00 Sale price Rs.3,799.00
Sale Sold out
Shipping calculated at checkout.
StyleRequired
StandRequired
Quantity
🏷️ Buy 2 items & get Rs.379.90 discount
🔥 1425 sold last 30 days Only 13 left
5% discount on 2 or more
🚚
Free Delivery
Across Pakistan
🔄
30 Days
Replacement
⭐
Premium
Quality

⚠ کیش آن ڈلیوری پالیسیCash On Delivery Policy

کیش آن ڈلیوری صرف سنجیدہ خریداروں کے لیے ہے۔ آرڈر تبھی کریں جب آپ واقعی وصول کرنا چاہتے ہوں۔

✕ جعلی آرڈر نہ کریں — براہِ کرم صرف حقیقی آرڈر کریں۔
📍
مکمل پتہ درج کریں شہر، علاقہ، اور موبائل نمبر درست درج کریں۔

Ek khoobsurat Nikah board jo shaadi ke din welcome sign aur baad mein ghar ki yaadgaar ban jata hai. Bismillah calligraphy, couple ke naam aur Quran ki ayat "And We created you in pairs" (78:8), gold mirror acrylic mein.

  • Design: Bismillah calligraphy, couple ke naam, Quran 78:8 aur charon konon par gold floral design
  • Material: Premium white acrylic board, 3D gold mirror letters
  • Size: 12x18 ya 18x24 inches
  • Stand: With stand ya no stand
  • Use: Nikah, Walima entrance, aur baad mein ghar ki deewar par

Order ke baad hum WhatsApp par design preview bhejte hain. Aap ki approval ke baad hi banaya jata hai.

Free Delivery poore Pakistan mein.

Payment: Ye customized product hai, is liye sirf advance payment par order hota hai. Cash on Delivery available nahi.

✅ Cash on Delivery 🔄 30-Day Damage Warranty 🚚 COD All Pakistan

✅ Damaged / Kharab Product
Agar aap ko product damaged ya kharab mila hai, to hum uska FREE replacement dete hain — koi extra charges nahi, delivery bhi free.

🔄 30 Days Replacement Warranty
Product sahi received hua ho lekin baad mein kharab ho jaye, to 30 din ke andar replacement warranty maujood hai.

↩️ Pasand Na Aaye To (7 Days)
Agar product aap ko pasand nahi aaya, to 7 din ke andar replacement le sakte hain (paise wapas nahi). Shart ye hai ke product bilkul use na kiya gaya ho aur original condition + packaging mein ho.

🚚 Delivery Charges
Sirf "pasand na aaye" wale replacement par delivery charges Rs 250 se shuru hote hain, jo product ke weight aur size ke hisab se change ho sakte hain. Damaged product ka replacement bilkul free hai.

📌 Personalized Items
Naam ya logo wale (personalized) products sirf damaged ya galat print hone ki soorat mein replace honge, kyunki ye specially aap ke liye banaye jate hain.

Ek khoobsurat Nikah board jo shaadi ke din welcome sign aur baad mein ghar ki yaadgaar ban jata hai. Bismillah calligraphy, couple ke naam aur Quran ki ayat "And We created you in pairs" (78:8), gold mirror acrylic mein.

  • Design: Bismillah calligraphy, couple ke naam, Quran 78:8 aur charon konon par gold floral design
  • Material: Premium white acrylic board, 3D gold mirror letters
  • Size: 12x18 ya 18x24 inches
  • Stand: With stand ya no stand
  • Use: Nikah, Walima entrance, aur baad mein ghar ki deewar par

Order ke baad hum WhatsApp par design preview bhejte hain. Aap ki approval ke baad hi banaya jata hai.

Free Delivery poore Pakistan mein.

Payment: Ye customized product hai, is liye sirf advance payment par order hota hai. Cash on Delivery available nahi.

View full details